Today is Friendship Day: ek shayri likhe ?
August 5, 2007 at 9:18 am 12 comments
My Dear Readers:
Today as we all know, its Friendship day, I am thinking to write something small which we can send to friend, though I will not send it to any but why not to have one on my site?
Ek dost humne banaya,
Socha naa tha ki kya humne paya,
Tere sang jo chale do kadam, toh
Jana ki tohfa khuda ne ek hume dilaya !
~ikShayar
Seems it fits sms (text).. I hope people will enjoy it.
Entry filed under: शायरी, हिन्दी, Dosti, friendship, hindi, ikshayar, shayari, shayri, sher, sms.
12 Comments Add your own
Leave a Reply to Mandeep Cancel reply
Trackback this post | Subscribe to the comments via RSS Feed
1.
Mandeep | August 5, 2007 at 7:21 pm
hii yeah i enjoy alot reading about ur friends shayari happy friendship day u too
2.
ikshayar | August 5, 2007 at 7:32 pm
thankyou mandeep
Happy friendship day to you too !
3.
amir | August 6, 2007 at 8:48 am
humain is hosley ney umer bhar k rog bakhshey hain
jisey chahna usi k saamney izhaar kr dena
awaargi brang-e-tmasha buri nahi
zoq-e-nazar miley to ye dunya buri nahi
4.
ikshayar | August 6, 2007 at 6:41 pm
.. ?
5.
muhammad mubashir | November 1, 2007 at 6:45 am
not bad
6.
muhammad mubashir | November 1, 2007 at 6:45 am
Ahsaas hai mujhe ki woh ab nahi hai
Nahi hai wo mere sang nahi hai..
Door toh woh tha hee .. Magar ..
Magar ab woh hai hee nahi hai !!
Hai nahi koi umeed fir bhi .. kyun…
Nazar meri kuch dhoondh rahi hai ?.
Dhoondhna chahti hai kyun ab bhi woh..
uske lavzo me mera naam jo ab wahan nahi hai !
Wahan kuch surkh ho gaya hai ya..
Yahan kuch khalti kami hai ?
Khalti hai nazar mujhe meri .. Jo
Harr taraf teri hi nazar dhoondh rahi hai !
Mujhe ahsaas hai ki teri hansi mein ..
Hai chhupi meri hansi hai !
Garr baha ek bhi qatra yahan gham ka..
Gham woh gham nahi garr fiza teri mehki hui hai !
Meri shikayat uss tak naa pohochegi ..
Na pohochegi kyunki uski rehmat bhi badi hai,
Badi hai uski harr kahani kyunki
Uss kahani usne khushi teri likhi hai !
Main na hi uska rasta naa koi manzil…
Yeh toh usay kahin aur hi dikhi hai !
Shahakaar mere hai khuburat Kyunki
Unme tera aks.. meri zindagi bhari hai ..
Dikh toh jayega usko usme kuch ..
K usme mere tassavur mein tuh judi hai..
Judi hai jaane kis dorr sae tuti patang
Nahi pata ki ye meri khata ya ..
Isme abhi bhi kuch taan padi hai ??
Ahsaas hai mujhe ki woh ab nahi hai..
Kitna asaan hai dekho jeena zindagi
K Zindagi bhi ab soch mein padi hai.
Kar di khali maine soch kisi ki ..
Soch mein kyun ab meri khushi padi hai ?..
Kushi hai kashmakash mein lekin ..
Kashmakash beparwah khadi hai ..
Pata hai usko ki kisi ko ab khushi mili hai !
Aah na pohonchegi wahan .. kyunki
Aah dard ae sabab uske liye fir bani hai..
Daba diya hai isko kahin..
Kahin chupa diya naa ab ye samne bachi hai..
Jaa chuke hain woh unke liye ab
manzar khudai lekar naya khadi hai..
naya manzar toh yahan bhi hai ..
Kahi koi baat khaali toh kayi baatoN ki jhadi hai
Ahsaas hai mujhko k woh ab nahi hai
Jo nahi thi haath mein ab ankhon se bhi ojhal ho chali hai !
7.
saniya | November 1, 2007 at 7:51 am
nice poetry
8.
ikshayar | November 2, 2007 at 6:31 pm
Mr. Mubashir.. so you like mine this work. Thank you !
Thankyou Saniya !
9.
Harish Chauhan | June 21, 2008 at 1:36 pm
yeh shayer parr kar meri aankhe bhar aai kiyun-ki kahi iski laine meri zindagi se bohut milti hain main inehe milna chahata hoon
10.
pradeeprexgarg | June 29, 2008 at 6:53 am
yeh shayer parr kar meri aankhe bhar aai kiyun-ki kahi iski laine meri zindagi se bohut milti hain main inehe milna chahata hoon
11.
shayari | August 7, 2011 at 6:43 am
Aaj Bhi Friendship Day Hai Magar 2011 Ka, kyonki Aaj 07 2011 August Hai…
12.
Rittu sharma | August 7, 2011 at 9:36 am
Wow nice poetry