Ek nayi kavita bhakti ki (Shayari in Hindi)
February 17, 2007 at 8:43 pm 54 comments
O mere palanhaar, yaha sab andhkaar hai ..
Mujhe teri jyot ka ujala mile, bas yahi darkaar hai ..
Tere Kripa ki Drashti sadaiv kare rakhsha
O mere palanhaar, teri maya apaar hai …
Entry filed under: bhakti, devotion, hindi, kavita, shayari, shayri.
1.
kaushik | March 30, 2007 at 9:22 am
god shayari
2.
ikshayar | March 30, 2007 at 9:41 am
Thankyou Kaushik ji,
एक छोटी सी कोशिश थी हिन्दी में
🙂
3.
naveen | April 10, 2007 at 6:47 am
Hasane ke bad kyun rulati hai duniya?
Jane ke bad kyun bulati hai duniya?
Zindgi main kya kuch kasar baki thi
Jo marne ke bad jalati hai duniya.
Aankho ki awaz kuch or hoti hain
Aansuo ki aag kuch or hoti hain
Kaun chahta hai aapno se judai
Majburiyo ki baat kuch or hoti hain.
Tadapkar dekho kisi ki chahat main
To pata chale intazar kya hota hain
U hi mil jaye koi bina chahe
To kaise pata chale pyar kya hota hain.
Jam pe jam pine se kya fayda
Sham ko pi subah ko utar jayegi
Arey do boond pyar k pile
Zindgi saree nashe main guzar jayegi.
4.
PANKAJ TIWARI | March 16, 2010 at 3:25 pm
this poem is very nice
5.
Mohanyada | June 7, 2014 at 6:38 pm
Mohan yadav
6.
ikshayar | April 10, 2007 at 6:05 pm
wah .. bohot umda..
Apka apna kalam hai ya phir aapki collection ?
7.
rosh | July 4, 2007 at 2:33 pm
dur ja kar bhi unse dur ja na sake
kitna roye kisi ko bata na sake
dard ye nahi ki wo hume mil na sake
dard ye hai ki hum unhe bhula na sake……
8.
sachin | February 21, 2011 at 10:03 am
hi
9.
shravya | August 5, 2007 at 9:27 am
this poem is nice but too small.
10.
ikshayar | August 5, 2007 at 6:50 pm
Thankyou Shravya, it is small enough to fit in sms.
11.
harmandep | August 27, 2007 at 5:58 pm
send me ur best shayari.
12.
siddhartha | December 19, 2007 at 5:22 pm
Kuch dar sa lagta hain.
Is paani ki gahrai se,
Logo ki ladaii se,
Apni hi parchaii se,
Kuch dar sa lagta hain.
Raat ke andhkar se,
Jeet ke baad har se,
Bete ke vyavhar se,
Kuch dar sa lagta hain.
13.
PANKAJ TIWARI | March 16, 2010 at 3:22 pm
very very very good
14.
Deepak Sharma (Gumnaam) | January 2, 2008 at 8:59 am
Hi ,
Very nice please some more related to god .
thanks for all
Gumnaam
15.
Deepak Sharma (Gumnaam) | January 2, 2008 at 9:03 am
Kaun karta hai kisi yaad mar jane ke baad ,
sunghta koi nahi hai phool murjhane ke baad.!!!!
Zindgi gujar jaegi aahista-aahista,
phir ye waqt guzar jayega aahista-aahista,
tum mujhe yaad rakhoge kuch der?
phir ye yaad bhi mit jayegi aahista- aahista.!!!!!!!!!
16.
Mohammad K.A | August 30, 2008 at 6:46 am
wo sheri ki thandak
wo iftar ki ronak
wo masjidon ka sawarna
wo minaron ka chamakna
wo muslamanon ka dhoom
A raha he ramzan,
17.
Anubhav | October 15, 2008 at 5:37 pm
Nice
18.
supriti | January 7, 2009 at 4:55 pm
apne dukh main rone wale muskrana bhi sikh le…
durson k dardon main aansu bahana bhi sikh le
jo khilane main maza woh aap khane main nahin
zindagi main tu kisi k kaam aana bhi sikh le……..
19.
vaishali | December 13, 2011 at 6:27 pm
awesome……..
20.
AMARNATH MANSI | March 3, 2009 at 8:21 am
Hy
Dost
The beast poim thanks
By ANCH
21.
amit | June 20, 2009 at 4:12 am
i m looking first time this site. i see their are many good shaiyari.
22.
jay singh | September 1, 2009 at 5:34 pm
hi dear its a good sairy
23.
rakesh kumar | January 5, 2010 at 5:33 pm
god
24.
PANKAJ TIWARI | March 16, 2010 at 3:23 pm
very very very good think
25.
VINEET | September 10, 2010 at 1:40 pm
We want that all sayri depend only god this site.
26.
Deepak | April 7, 2011 at 7:35 am
Samjhne walon ke liye apki shayri bahut achhi h such , i wanna a true friend , 9716734525
27.
PREMPANKAJ SINGH | April 14, 2011 at 7:22 am
I LIKE THIS
28.
BHIMSINGH | April 17, 2011 at 1:36 pm
O mere palanhaar, yaha sab andhkaar hai ..
Mujhe teri jyot ka ujala mile, bas yahi darkaar hai ..
Tere Kripa ki Drashti sadaiv kare rakhsha
O mere palanhaardur ja kar bhi unse dur ja na sake
kitna roye kisi ko bata na sake
dard ye nahi ki wo hume mil na sakeKaun karta hai kisi yaad mar jane ke baad ,
sunghta koi nahi hai phool murjhane ke baad.!!!!
Zindgi gujar jaegi aahista-aahista,
phir ye waqt guzar jayega aahista-aahista,
tum mujhe yaad rakhoge kuch der?
phir ye yaad bhi mit jayegi aahista- aahista.!!!!!!!!!
dard ye hai ki hum unhe bhula na sake……
, teri mayHasane ke bad kyun rulati hai duniya?
Jane ke bad kyun bulati hai duniya?
Zindgi main kya kuch kasar baki thi
Jo marne ke bad jalati hai duniya.
Aankho ki awaz kuch or hoti hain
Aansuo ki aag kuch or hoti hain
Kaun chahta hai aapno se judai
Majburiyo ki baat kuch or hoti hain.
Tadapkar dekho kisi ki chahat main
To pata chale intazar kya hota hain
U hi mil jaye koi bina chahe
To kaise pata chale pyar kya hota hain.
Jam pe jam pine se kya fayda
Sham ko pi subah ko utar jayegi
Arey do boond pyar k pile
Zindgi saree nashe main guzar jayegi.
Reply
a apaar hai …
29.
vimal | May 13, 2011 at 2:00 pm
very nice, jo bhi likha dil se likha aur dil me utar gaya.
30.
neetesh | July 9, 2011 at 9:30 am
maine dekha nahi jinka thikana koi
wo tere darbar me mehaman hue jaate h.
na jane kya chij pilata h tu sabko
k log haiwan se insan hue jaateh.
31.
Rattiram Sharma | August 14, 2011 at 4:44 am
I am very-very Thankfull to you for this act and kindness
32.
Hello | August 17, 2011 at 5:28 pm
Hello,dost
33.
vaishali | December 13, 2011 at 6:35 pm
kharid sakte unhe to apni zindagi bech kar kharid lete
par kuch chize kimat se nahi
kismat se mila karti hai………
34.
Nirdesh Chauhan | January 11, 2012 at 12:36 pm
NICE DEAR…………
35.
umesh | March 5, 2012 at 5:13 pm
please upload some god related shayri…………….but after all i enjoyed this site
36.
Harishchouhan | August 6, 2012 at 6:33 am
Ab to apni tabiyat bhi kuch humse juda lagti hai.sans leta ggu to jakhmo ko hawa lagti hai.kabhi raji kabhi humse khafa lagti hai.jindagi ab tu hi bata tu meri kya lagti hai
37.
mukesh | August 10, 2012 at 9:54 pm
i l it
38.
jitesh saxena | September 13, 2012 at 6:40 am
insan ke kandhon par insan ja rahe hai,kabro me lipte hue kuch armaan ja rahe hai,jinko na mila sukoon is bhagti duniya me,sukoon ki talaash me samshan ja rahe hai
39.
jitesh saxena | September 13, 2012 at 6:45 am
khoon ka gara banaya ,eet jisme asthiyan,chand saanso pe khada hai ye khyale aasiyan ,waqt ki purjor andhi jab isse takraye gi ,to ye imarat tootkar khak me mil jayegi
40.
jitesh saxena | September 13, 2012 at 6:52 am
suraj chand sitaro me mera naam rahe ,jabtak tera hath mere haath rahe,shakh se toot jaye bo patte nahin hum .andhiyon se kehdo aukaat me rahe
41.
jitesh saxena | September 13, 2012 at 6:57 am
ehsaas churaloge to mar jaaonga,na doge tum panaah to kidhar jaonga ,zindgi kaha baki is funny duniya me,zindgi ke saahil pe reton me bikhar jaaonga
42.
jitesh saxena | September 13, 2012 at 7:00 am
for God “distance cant seprete him,time can,t bind him,if feeling in your heart is true ,just close your eyes you can find him
43.
sunil chahar | December 10, 2012 at 4:23 pm
very nice
44.
sunil chahar | December 10, 2012 at 4:26 pm
Koi pakar to koi khokar juda hota hai.
Koi hanskar to koi rokar juda hota hai.
Magar juda hone ka dard tab hota hai.
Jab koi kisi ka hokar juda hota hai…!!
45.
sunil chahar | December 10, 2012 at 4:27 pm
Khusi ka har pal ho aap k liye,
baharon ka guldasta ho aap k liye,
kamyabi ki manjil ho aap k liye,
chalo aab 1 pyari si smile do hamare liye.
DO NA
SMILE PLS
46.
anil | June 6, 2013 at 8:22 am
gum me muskurane ki aadat na rahi,kisi ki gajal gungunane ki aadat na rahi.ek bewafa ne aisa dhokha diya humko,ki ab kisi ladki ko patane ki aadat na rahi.anil dayma(bhakti singer)
47.
shivani | August 4, 2013 at 10:15 am
very very nice site
48.
sushant sharma | January 30, 2014 at 4:48 pm
mann khush kr diya dosto
49.
Mohanyada | June 7, 2014 at 6:36 pm
Mohan yadav
50.
ram | October 6, 2014 at 9:58 am
kavita
51.
Darshan | September 23, 2015 at 12:24 pm
Itna nahi dena mujhe prabhu,
Kahi Bahak na jahoo mein,
Asha ko baitho Kahi,
Apna phir sambhal na pahoo mein
52.
surekha more | October 25, 2015 at 12:39 pm
God shayeri.com
53.
love thakur | December 3, 2015 at 5:21 am
teri kripa se sab kaam mere ho jate h prabhu,
karne wale aap ho par naam mera ho jata h prabhu
jai shree ram
54.
Hariom Kumar Aadity Raaz | August 31, 2016 at 4:04 pm
Erade majabut hai to, dil me tamna rakho, hogi manokamana pura ma durge par bharosha rakho