Mein Madhosh nahin hoon

May 30, 2007

Here are few lines from me. These lines are about a person who looks fine but actually he is not. He is pretending to be fine and lively but actually even his senses are not in his control.

So we may continue now ..
First I will write in Devnagri script ie. HINDI then shall write it in English script.

लेकिन मैं मदहोश नहीं हूं

बिन मय बहकें मेरे क़दम,
लेकिन मैं मदहोश नहीं हूं |

दिखे अनजाने सारे जाने चेहरे,
लेकिन मैं मदहोश नहीं हूं |

जब तब थम जाये सोच मेरी,
लेकिन मैं मदहोश नहीं हूं |

हर दूजे पल बहके धङकन मेरी,
लेकिन मैं मदहोश नहीं हूं |

ख़ाली जैसे सारे जज्ब़ मेरे,
लेकिन मैं मदहोश नहीं हूं |

निहारे एक-टक उस छोर आंखे मेरी,
लेकिन मैं मदहोश नहीं हूं |

दौङे है सिहरन यूं जिस्म मेरे,
लेकिन मैं मदहोश नहीं हूं |

नहीं है मुझे होश मेरा ,
लेकिन फिर भी मैं मदहोश नहीं हूं |

~ikShayar

Now in English Script:

Bin maye beheke mere kadam,
Lekin mein madhosh nahin hun !!

Dikhe anjane saare jaane chehre,
Lekin mein madhosh nahin hun !!

Jab Tab tham jaye soch meri,
Lekin mein madhosh nahin hun !!

Har dooje pal beheke dhadkan meri,
Lekin mein madhosh nahin hun !!

Khali jaise sare jazb mere,
Lekin mein madhosh nahin hun !!

Nihare ek-tak uss chhor anhken meri,
Lekin mein madhosh nahin hun !!

Daure hai siharan yun jism mere,
Lekin mein madhosh nahin hun !!

Nahin hai mujhe hosh mera,
Lekin phir bhi mein madhosh nahin hun !!

Entry Filed under: bebasi, ikshayar, poetry-blog, shayari, shayri, urdu, शायरी, हिन्दी, हिन्दी कविता. .

3 Comments Add your own

  • 1. Tosha  |  June 4, 2007 at 8:04 pm

    kya khoob kaha hai aap ne … hosh nahi mujhe aab khud ka … lakin main madhosh nahi hun.

    maano kuch nahi lagta aab aapna …. per phir bhi aap madhosh nahi ho … !!

    is zamane ka haal hi aab kuch aisa hai … besoah hai har aadmi … per kahi kisi our chale jaa raha hai …

    per aap to kuch alag he kahe rahi hai … kuch aisa ki hum samajh ki samajh na sake … jante hai sab magar … zuban se kuch bayan ker na sake.

  • 2. Tosha  |  June 4, 2007 at 8:05 pm

    besoah nahi … behosh ..!!

  • 3. ikshayar  |  June 4, 2007 at 8:53 pm

    hmm..
    Its just about a state of a person..
    Aisa kya hai jo jaan k bhi naa jaan paye ?

Leave a Comment

Required

Required, hidden

Some HTML allowed:
<a href="" title=""> <abbr title=""> <acronym title=""> <b> <blockquote cite=""> <cite> <code> <del datetime=""> <em> <i> <q cite=""> <strike> <strong>

Trackback this post  |  Subscribe to the comments via RSS Feed


Get my Poetry on Your Email!

Links

Promoting original Poets

Shayari forum

Feeds

Blog Stats

Recent Poems & Shayaris

Category Cloud

शायरी हिन्दी हिन्दी कविता ahsaas bebasi bewafai blog-shayari dard funny funny shayari General Interaction haqiqat hindi ikshayar judai kavita love shayari lovestuck mobile shayari Original Poetry poetry-blog pyar romantic shayari ruswai shayari Shayari Pyar ki shayri sher sms urdu

Top Posts

RSS Join the Indian Discussion

RSS Appreciate Original Poetries

Recent Comments

Manish Rao on Dard bhara sms:Shayari for sms…
Manish Rao on Dard bhara sms:Shayari for sms…
Akash Jangra on Disclaimer & Informat…
UMAKANT SHARMA on Mere ishq ki kaifiyat.. (urdu …
UMAKANT SHARMA on Mere ishq ki kaifiyat.. (urdu …

Archives